Click for Dark-Mode.
SUSHEEL KUMAR

Refresh Once.
Engineering major seeking to use research and writing experience in the role of a student. I believe my fast learning abilities, commitment to succeed, and relevant studies make me the perfect fit for this position. Awarded multiple honors based on merits and expected to graduate with a B.E from CBIT in June of 2022.
Branch : IT
SUSHEEL'S POEMS & POETRIES
- Mohabaath ki vo rah pey,
- Ishq ki unn galiyon mein,
- Akela khada,
- Ussi ke intezaar mein!
- Mohabaath ki vo rah pey,
- Har din khada khada subha,
- ku sham hothe dektha,
- Ussi ke intezaar mein!
- Mohabaath ki vo rah pey,
- Apni pyaar ki chavv mein,
- Uss key liye bhi jag,
- Bana key khada,
- Ussi ke intezaar mein!
- Mohabaath ki vo rah pey,
- Har pal ussi ki yaad mein,
- Guzarthi hui hawa sey,
- bhi boltha khada,
- Ussi ke intezaar mein!
- Is ghum ki baarish se aawaaz aati hai mere dil ke tootne ki, tootne ki...
- Paidal nikla hoon mai,
- Aaj ek talaash mein..
- Talaash khud ki..
- Talaash khud ki.
- Andhere ke hone se hi,
- Roshni jaagti hai,
- Jitna bhi woh cheekley,
- Haar toh use maanni hai,
- Maloom hai zaleel hoon,
- Dil ko malaal hai,
- Waqt ka yeh khel hai,
- Ab nikla hoon talaash mein,
- Talaash khud ki..
- Talaash khud ki.
- Laakhon ki baat karne waale,
- Shoonya pe mujhe chodgaye,
- Aur shoonya se shuruaat hai,
- Talaash khud ki..
- Talaash khud ki.
- Woh likhi thi,
- Subha sey lekar sham tak,
- Mein likha,
- Haar din key raat tak.
- Woh likhi thi,
- Guftagu key beech tak.
- Mein likha,
- "Chalo rakh ta hu" ye baat tak.
- Woh likhi thi,
- Jis jaga ham miley waha tak.
- Mein likha,
- Uss jagey mai behti hawa tak.
- Woh likhi thi,
- Shayad , meri dil tak.
- Mein likha,
- Usskey rooh tak.
- Jaana tha unhe,
- Janey diye, hass ke
- Malum he nahi ayenge wapas,
- Phir bhi hu intazar me, hass the.
- Chalna sikhaya unhe,
- Ishq ki galliyon me,
- Aaj kisi aur key sang chal rahe he, hass the.
- Hazzaron wadey kiye the,
- jab Nibhane ki wakth ayi,
- Tho boley bacha he ,hass ke
- Wajha puchne nikla judayika
- Raste pey apni awkad mili ,hass the..
- Aya hu abhi jahannum sey,
- Jannat ki talaash mai.
- Bahoth hogaye din mohabaat ki,
- Vadiyon mai,
- Ab Bazar -E- Nafrat ki talaash mai!..
- Bahoot karli mohabaat,
- Qayamat baki hai.
- Likha tha haar lafz mai ussey,
- Ab mitana baki hai.
- Woh sab se baat karti he , kamal he..
- Magar hamse nahi karti,
- Kamal he..
- Isaka bhi ek wajah he,
- Kamal he..
- Hamata awaz sunke kayi hamse dobara ishq karne lage ye daar he,
- Kamal he!...
- Pata nahi aakhari baar kab hasey the ham,
- Aaj, iss baat pe hasey the ha.m
- Yaad aya, chood key jarahi thi,
- Uss pal ankhomein ashq leke hasey the ham.
- Kya kahu woh kaha gaye,
- Iss jaha se woh nikal gaye.
- Maat pucho kitni gehri thi daasta,
- Unhe jana tha bas nikal gay.e